शुक्रवार, 6 नवंबर 2009

RAJBHASHA HINDI KA VYAPAK RUP

14 SEPTEMBER 1949 mai Hindi ko Rajbhasha ke rup mai manyta mili. 1924 ke Rashtriya congress ke Belgaon Adhiveshan mai jiski Adhyakshata Ga ndhi ji ne kiya tha, Rashtriya star par Rajbhasha ke Rup me bahas isi Adhiveshan se chhiri.
Bhashashatri devid Kristal Apni pustak Language death me kahte hai ki bhasha ki mritu ur manushya ki mritu saman si ghatna hai, kyo ki dono ka astitva ek dusre ke bina sambhava nahi hai.
Bhasha ki mritu ka arth hota hai apne bite vakt se katna, apne itihas, darshan, sahity, chikitsa pranali aur dusri tamam samridh paramparao se vanchit ho jana.
RAJBHASHA HINDI KI VIRATTA BINDUWAR
1. Rashtriya ekta mai hindi ka vyapak yogdan
2.Prajatrantrik, Loktrantrik bhasha, Adhikansh Logo dwara Prayukt
3.Swatrantra sangram ki bhasha
4.Rajnaitik aazadi mili sampurn aazadi ke liye Hindi ka prayog jaruri
5.Rajbhasha, Rashtrabhasha avm samparkbhasha ke Rup mai
6.Samvidhan mai gaurabhpurn sthan, Anuchhed 343-351 mai smahit
Dhara 10(4)....Adhisuchana
Dhara8(4).....Hindi mai kary karne hetu vyktishah aadesh
Dhara3(3).....karya aadesh dwaibhashi Rup mai prakashit karna
7. Rajbhasha ka prayog vidhik avm naitik kartavy
8.Takniki/Medical/Computer avm vyapar mai bhi prayukt hoti Hindi
9.Nyaypalika/Vidhaipalika/Karypalika avm Press/Media dwara prayog mai layi ja rahi aam bhasha Hindi.
Dhanyvad

1 टिप्पणी:

  1. Aap sabko eia jaroor malum hoga ki 14 sitambar 1949 ko hindi bhasha rashtra bhasha ki manyata mili hai. hindi bhasha ka prayod ebong bistar ke lie sabhi officer/officials ko milit rup se koshish karni hogi. aaiye ham sab milkar aaj eia sapath le ki aaj se isse aapni puri imandari se iska palan aapni regular kamkagme karenge.

    जवाब देंहटाएं